! You are not logged in to Prodigits. Please register or login.

VANDEMATARM - Topics

* VANDEMATARM > Topics


Subject: mere desh ki dharti
Replies: 5 Views: 1456

i.m.u 7.02.10 - 03:36pm
yaha sona ugle ugle heere moti,
mere desh ki dharti,is dhrti pe hamne janam liya ham isko shees jhukate hain *

0skeyur0 8.02.10 - 12:29am
Ye dharti hamari Ma he,hum is dharti ko salam karte he. *

i.m.u 9.02.10 - 10:02am
mere desh premiyo, aapas me prem karo desh premiyo.... *

i.m.u 9.02.10 - 10:03am
is dharti pe maine janam liya main isko sheesh jhukata hu, bharat ka rahne wala hu bharat ki baat sunata hu.... *

zeeenat 23.02.11 - 02:56pm

Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Is ki mitti se bane tere mere yeh badan
Is ki dharti tere mere vaaste gagan
Is ne hi sikhaya humko jeene ka chalan
Jeene ka chalan
Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman

Apne is chaman ko swarg hum banayenge
Kona kona apne desh ka sajayenge
Jashn hoga zindagi ka honge sab magan
Honge sab magan
Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Mera mulk mera desh mera yeh watan
Shanti ka unnati ka pyaar ka chaman
Is ke vaaste nisaar hai mera tan mera man
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman
Aye watan aye watan aye watan
Jaaneman jaaneman jaaneman *

0skeyur0 10.03.11 - 06:10am
thanx zeeenak *


* Reply
* VANDEMATARM Forum


fav Bookmarks

Search:
topics replies


* VANDEMATARM (8)

Custom Search