! You are not logged in to Prodigits. Please register or login.

Islamisg0od - Topics

* Islamisg0od > Topics


Subject: : : Islamic Sharing : :
Replies: 11 Views: 1119
6-<< 2-<

aftab_kn 6.11.11 - 05:46am
Do you know what is the meaning of EID ?
7WLCI2RYUDFyHNT9lzEF.gif
Eid is the combination of 3 meaningful words
E - Embrace with open heart

I - Inspire with impressive attitude

D - Distribute pleasure to all
~Eid Mubarak~ All ..
7WLCI2RYUDFyHNT9lzEF.gif..shake.GIF..hug.GIF..shake.GIF..hug.GIF..shake.GIF.. *

aftab_kn 9.11.11 - 03:13am
Namaj chhod ne par Nuksan
kya hai ? ...

Fazar ki Namaj :
Chhod ne se Chehre ki Ronak
Khtm ho jati hai ..

Zohar ki Namaj : Chhod ne se Rizq mai Barqat
Khtm ho taji hai ..

Asar ki Namaj :
Chhod ne se Tandurusti Khtm
ho jati hai ..

Magrib ki Namaj : Chhod ne se Aoulaad
naafarman
ho jati hai ..

Isha ki Namaj :
Chhod ne se Nind ki Raahat
Khtm ho jati hai .. *

aftab_kn 9.11.11 - 03:15am
Duniya : K liye itni mehnat kar
jitna tuje yahaan rehna hai ..

Aakhirat : K liye itni mehnat
kar jitna tuje wahaan rehna
H ..

Gunaah : Itna kar jitna tujme
Aazab sehne ki taaqat hai ..
Shirf : Uss jaat se maang jo kisi
ka Mohtaaz nahi hai ..

Jab : Tu gunaah kare to aisi
jagah ja jahaan tujeh Allah na
dekhien .. *

aftab_kn 9.11.11 - 03:18am
Aaj hisab dene wala gaafil he... Par hisab lene wala gafil nai... Waqt ko ganimat samjho.....AAJ AMAL HE HISAAB NAHI.... KAL HISAAB HOGA AMAL NAHI..... *

aftab_kn 17.11.11 - 03:57am
Aaj hum Jawano ko
JAHANNAM ka KHOUF nahi ..

1) Jisne Takhno se niche IJAR
latkaai woh JAHANNAM mai
jayega .. ( Bukhari, muslim,
nasaai, abudaud)..

2) Allah ta'ala Qayamat ke din
is Aadmi ki taraf NAZARE rahmat bhi nahin farmayega ..
( Bukhari, muslim, tirmizi,
nasaai, abudaud )..

3) Ek sakhs ne apni IZARON ko
takhne se niche latkaya tha
Allah ta'ala ne usko JAMIN mai dhashaan diya aur Qayamat
tak dhashtaan rahega..
( Bukhari, muslim, nasaai )..

4) Takhne niche IZAR latkane
wale ki NAMAZ kabul nahin
hoti.. ( abu daud )..

5) SHBEBARAAT mai taman
logon ki Magfirat hoti hai
siway chand Aadmiyon ki,
usme se ek Takhno se niche
IZAR latkane wala hai..
(Bayhaqi, kanzul umman )..

6) Baijma - e - ummat Takhne
se niche IZAR latkana manmua
hai.. ( fathulbaari )..

7) Isme AOURTON ki
mushabahat hai Aur AOURTON
ki mushabahat HARAM hai..
( fathulbaari )..

8)) Isme FUZUL KHRCHI hai Aur
FUZUL KHRCHI Haram hai ..
( fathulbaari )..

9) Isme jamin ki NAlagne ka
IMQAAN hai .. ( fathulbaari)..

10) yeh ek aisa GUNAH hai ke
Insan har waqt usko apne sath
lekar Chalta hai .. *

6-<< 2-<


* Reply
* Islamisg0od Forum


fav Bookmarks

Search:
topics replies


* Islamisg0od (8)

Custom Search