You are not logged in to Prodigits. Please register or login.
Subject: URDU POETRY
Replies: 43 Views: 6009
tanveer6 8.12.12 - 01:47pm
dil diya hai. baaqi baad main. only for urdu poetry. be cool and post best urdu poetry u ever have. lets start * +
tanveer6 8.12.12 - 01:49pm
ye ishq jb hota hai na janey dil main kya hota hai.* wohi dukh de jata ha jo jaan se b piyaara hota hai * +
rody9499 8.12.12 - 01:50pm
Wo aey hain pasheman laash par ab,Tujhe ay zindagi laun kahan se. * +
tanveer6 8.12.12 - 02:10pm
kabi hamari mehfil main b aakar to dekho*** hum aaj b waisey hi hain jaisa tum chor gaye KAR they * +
tanveer6 8.12.12 - 02:51pm
diidah ashkbaar hai apnaa aur dil-e-be-qaraar hai apnaa * chashm-e-giryaaN se, chaak-e-daamaaN se haal sab aashkaar hai apnaa * haa-o-huu meN har ek khoyaa hai kaun yaaN Gham-gusaar hai apnaa * sirf ek vo haiN sab ke muKhtaar un pe kyaa iKhtiyaar hai apnaa * bazm se un ke jab se niklaa hai dil Gharib-ud-dayaar hai apnaa * hai yahii rasm-e-maikadaa shaayad nashaa un kaa, Khumaar hai apnaa * kyaa Ghalat sochte haiN (Z...G) sher kahnaa shaar hai apnaa.. * * +
tanveer6 8.12.12 - 02:51pm
hazaar ahl-e-junuuN halqaa-e-rasan meN rahe magar Khayaal-e-parastaarii-e-chaman meN rahe * tere Khayaal ke ehsaaN raheNge yaad hameN jis anjuman meN rahe terii anjuman meN rahe * gayaa na qaid-e-qafas meN bhii baaNkpan apnaa usii tarah se rahe jis tarah chaman meN rahe * vo Khaar jinse guzarte haiN log bach bach kar bahaar ban ke vohii mere pairahan meN rahe * tamaam raat guzaarii Khayaal-e-KhuubaaN meN tamaam raat sitaaroN kii anjuman meN rahe * kuch is tarah se r * +
tanveer6 8.12.12 - 02:53pm
main to aavaaraa shaayar huun merii kyaa vaqa'at ek do giit pareshaan se gaa letaa huun * gahe gahe kisii naakaam sharaabii kii tarah ek do zahar ke saaGar bhii charhaa letaa huun * tuu ke ik vaadii-e-gul_rang kii shah_zaadii hai ek bekaar se insaan ke liye vaqf na ho * tere Khvaabon ke jaziiron mein barii raunaq hai ek anjaan se tuufaan ke liye vaqf na ho.. * * +
tanveer6 8.12.12 - 02:55pm
maiN nazar se pii raha huuN ye samaaN badal na jaaye na jhukaao tum nigaaheN kahiiN raat Dhal na jaaye * abhii raat kuch hai baaqii, na uThaa naqaab saaqii tiraa rind girte girte, kahiiN phir saNbhal na jaaye * mirii zindagii ke maalik, mire dil pe haath raKhna tire aane kii khushii meiN miraa dam nikal na jaaye * mire ashk bhii haiN is meN ye sharaab ubal na jaaye miraa jaam chhuune vaale tiraa haath jal na jaaye * maiN banaa to luuN nasheman kisii shaaKh-e-gulsitaaN pe * +
+ go to page 1-7
+ my page
+ functions
3 search
4 submit a reply
7 last page
+ bookmark
8 International Forum
9 Forum Index