! You are not logged in to Prodigits. Please register or login.

Ek Sawal Shi'a hazraat ke liye - Page 3/7

Subject: Ek Sawal Shi'a hazraat ke liye
« <> »
mohsin11 8.07.11 - 08:36pm
Dar asal is aayat me imam se murad ambiya(a.s.) hai. Aur har kaum ko unke ambiya ke sath bulaya jayega gawah banakar. * +

mohsin11 8.07.11 - 08:42pm
Iska saboot quran ki is aayat se le lo. Pas kiya haal hoga.? Jis waqt ki har ummat me se ek gawah hum layenge aur aap (s.a.w.) ko un logo par gawah banakar layenge.(4:41) * +

mohsin11 8.07.11 - 08:45pm
Junaid sahab agli aayat ke baare me baad me discuss karenge. Pahle is aayat par tawajjo baksh islahi bahas kar leni chahiye. * +

junaid23 9.07.11 - 05:24pm
hazrat ap ne ayt pe ghor nhe kia shayad, phr ghor farmayen hr qom ko un k waqt k imam k sath bulaya jayga, apki ye bat thek hy k nabi k lye kaha q k hr nabi imam b hota hy par imam k lye nabi hona shert nhe * +

junaid23 9.07.11 - 05:33pm
raha apka ye bohtan k hum quran ko samagh k parhte to sarkar hmare mazhab me quran ki tafsir bil raye haram hy, q k quran ki tafsir wohe kr skta hy jo gunaho sy pak ho islye apko is ayt ki tafsir e haqiqi b bta dyta hu... ibn e mardavia ne hzt ali a.s sy rivayat ki hy rasol s.w ne is ayt k baray me farmaya k hr qom ko us zamane k imam, nabi ki sunnat or nabi pe l hone wali kitab k sth buluya j * +

junaid23 11.07.11 - 04:44pm
Wada pura kye begher kidhar chalay gaye jnab? Hum ne quran o hadith sy imamat sabit ki ab ap b apna wada pura krlen * +

mohsin11 11.07.11 - 05:09pm
Me apke jawab ka intzar kar raha hu. Aapne abhi tak thhik se jawab nahi diya hai. * +

« <> »

Quick reply:

+ go to page 1-7
+ my page
+ functions
3 search
4 submit a reply
6 first page
7 last page
+ bookmark
8 International Forum
9 Forum Index

Custom Search