! You are not logged in to Prodigits. Please register or login.

Ek Sawal Shi'a hazraat ke liye - Page 2/7

Subject: Ek Sawal Shi'a hazraat ke liye
« <> »
junaid23 7.07.11 - 05:42pm
pehla saboot. surah no.17 bani israil ayat no. 71. usdin hum tamam logo ko un k IMAMO k sath bulayngy... * +

junaid23 7.07.11 - 05:52pm
dusra saboot. (khuda ne) kaha mai IMAM banane wala hu, unho ne (hzt ibrahim a.s ne) pocha kia meri anay wali nasal mai b imam banayga? jwb mila han magar mere is ohday par zalimo mai sy koe faaiz nhe ho skta. (note hr gunah gar apne nafs pe zulm krta hy islye hr gunah gar zalimo mai sy hy islye imam ka gunaho sy pak hona khuda ne lazmi shert qarar dia hy) * +

junaid23 7.07.11 - 05:55pm
len mohsin sahab quran sy imamat sabit hogae ab ap b iqrar kr len abu bkr, umr, usman k munafiq honay ka * +

junaid23 7.07.11 - 05:57pm
dusra hawala. sura no. 2 al baqra ayat no. 124 * +

mohsin11 8.07.11 - 08:27pm
Junaid,,, bahot khub,, kash aap quran ko samajh kar padh lete to ye aayah imamat ko sabit karne ke liye na paish karte aur aapko ye jillat bhi na uthhana padti. * +

mohsin11 8.07.11 - 08:29pm
Ab hum jara quran ki pahli aayat ko samajhte hai jise junaid ne imamat ko sabit karne ke liye paish ki hai. * +

mohsin11 8.07.11 - 08:34pm
Us din hum tamam logo ko unke imamo ke sath bulayenge. (17:71 is aayat me tamam logo ke baare Allah swt farma raha hai ki hum unhe unke imamo ke sath bulayenge. Mera sawal ye hai ki aapke 12 imam to Nabi s.a.w. Ke baad aaye. To ye imam to sirf apne baad ke jamane walo ke liye he imam huye. Unse pahle ke logo ka imam kon hoga.? * +

« <> »

Quick reply:

+ go to page 1-7
+ my page
+ functions
3 search
4 submit a reply
6 first page
7 last page
+ bookmark
8 International Forum
9 Forum Index

Custom Search