! You are not logged in to Prodigits. Please register or login.

Urdu tafsir - Page 1/111

Subject: Urdu tafsir
Replies: 772 Views: 26203
> »
junaid23 24.01.10 - 03:03pm
Bismillahir rehmanir rahim is topic mai, mai quran sy ye sabit krny ki koshish krunga k sahaba karam ko aam insan par koe bartari hasil nhe or quran ne khud baaz sahaba karam ki muzzamat ki hy * +

junaid23 26.01.10 - 08:10am
Assuredly allah did help you in many battle fields and on the day of hunain. Behold your great numbers elated you but they availed you naught: the land for all that it is wide, did constrain you, and ye (sahaba) turned back in retreat. SURAH TOBAH 25 * +

junaid23 26.01.10 - 08:14am
Allah ne boht sy maqamat par tumhari madad ki aur jang e hunain k din jab tmhe apni kasrat ne maghrur krdia tha phr wo kasrat tmhe kch kam na ae aur tum (sahaba) asy ghabraye k, zameen bavajud is wus'at k tum par tang hogae or tum (sahaba) peeth pher kr bhaag niklay. SURAH TOBAH 25 * +

satirg 26.01.10 - 02:09pm
O bahi tujhay our koi kam nahi.tjhay lagta nahi hai to thek hai na ab aik chez k pechay kyn parhgay ho tum * +

junaid23 27.01.10 - 06:47am
@satirg bhai quran to kafiro sy bardasht nhe hota jitni bar parho utna savab hy to ap q khar kha rahe ho?? * +

junaid23 27.01.10 - 06:53am
Abu bakar ko apni kasrat aur kuffar ki qillat par boht ghurur tha islye jang e hunain sy pehly unho ne kaha yaha kuffar hamen nhe hara saktay magar kyu k allah ko gharur pasand nhe islye jb jang hui to kuffar bhag gaye lekin jb musalman mal e ghanimat uthany lagay to kuffar ne peechay sy hamla kardia is hamlay sy abu bakr, umer aur usman samit boht sy sahaba rasool s.A.w ko medan me chor k bhag niklay... * +

junaid23 27.01.10 - 07:00am
... Rasool s.A.w tamam sahaba ko apni madad k lye pukartay rahay magar sivaye chand sahaba k koe ap ki madad nhe kr raha tha jo sahaba rasool s.A.w ko chor kr nhe bhagay un k nam ye hen... Hzt ali a.s, hzt abbas, nofil, fazal bin abbas, utba, mo'atib, aur aeman is marhalay par allah ne farishto ko rasool s.A.w ki madad k lye bheja jinho ne kuffar ko bhagaya to bhagoray sahaba dobara mal e ghanimat jama krny agaye. Refrnce ahlay sunnat books. 1 tafsir e kabir vol.4 page 110, 2. Tafsir e kashaaf * +

junaid23 27.01.10 - 07:03am
...Tafsir e kashaaf vol.2. Page 29, 3. Tafsir e bezavi vol.1 page 488 . All books publishd in egypt * +

> »

Quick reply:

+ go to page 1-111
+ my page
+ functions
3 search
4 submit a reply
7 last page
+ bookmark
8 International Forum
9 Forum Index

Custom Search