! You are not logged in to Prodigits. Please register or login.

SAGAR-MANTHAN - Topics

* SAGAR-MANTHAN > Topics


Subject: *** Chhu_Le_DiL_Ko***
Replies: 27 Views: 1593
1-> 7->>

sahil143 22.04.11 - 11:34am

DOSTO... Har Kisi ko Kabhi Na Kabhi Ek DarD Hota He..
Us DarD Me Alfaaz Ka Andaz Badal Jata He..
Agr Apke Paas B Kuch DarD Bhare Alfaaz He..
To Ap Yaha Apne DarD ko Baant Sakte He...


Kuch Alfaaz DarD Bhare... *

jaykarma 22.04.11 - 11:39am
Samandar-e-dil me aag lag gyi t.... Sapne to sare jale h... Kuch arman b khak ho gye... *

sahil143 22.04.11 - 11:46am

Uski Ki Yaado Ko Ab tak Bhula Na Sakaa..

Aisaa Jaga K Khud Ko Sula Na Saka..

~~*~~

Dil Khtawaar Tha.. Aankh Thi Be Khtaa..

Is liye Aankh ko Me Rulaa Na Sakaa..

~~*~~

Lakh Baate Thi Yu To Jubaa Par Magar..

Ab Talak Lab Me Hilaa Na Sakaa..

~~*~~

Raah Aasan Thi
Fir Bhi Me Baitha Raha..

Me Kisi Raah Par Khudko Chala Na Saka..

~~*~~

Aainaa So Gaya Meri Raah Taqte Taqte..

Fir Bhi Me Khud Ko Khud Se Mila Na Saka..

~~*~~ *

jaykarma 22.04.11 - 12:41pm
Yaad aaj phir ayi he teri baar baar


Pukara tumko aur phir roye ham zaar zaar


Chandni rato me hum tum mila karte the


Yuhi ghanto baithkar battien kiya karte the


Yado ko kabr kar gaya aankhein ashkbaar


Pukara tumko aur phr roye hum zaar zaar


Bulaye kis tarah tumko kaha tum kho gye


tadpta he yeha. Rooh sath le gye


Tees uthati he aur utar jati he dil ke paar


Pukara tumko aur phir roye ham zaar zaar


Ishq ko samjha ibadat kya yeh uski saza he


Dil bekas aarzuon ka he jeeta jagta mazaar


Pukara tumko aur phir roye ham zaar zaar


Yaadien teri aaj b ati he baar baar


Pukara tumko aur phir roye ham zaar zaar


*

arifasen 22.04.11 - 02:49pm
Wow very nice sahil n jay :) *

jaykarma 22.04.11 - 05:34pm
Arifa... Ab btao us tpc k dlt hone ghum h tme:? *

jaykarma 22.04.11 - 06:00pm
M yeha hu tani.... Akasar groups k tpc upar niche hote rehte he, qk ye reply pe dpend karte h. Jo tpc upar h smjho uspe taza reply post hwa h. *

1-> 7->>


* Reply
* SAGAR-MANTHAN Forum


fav Bookmarks

Search:
topics replies


* SAGAR-MANTHAN (8)

Custom Search